18 January 2013

‎"श्री हरि कहते हैं

www.goswamirishta.com

श्रीहरि कहते हैं कार्य के परिणाम के लिये
जिम्मेदार सभी हैं लेकिन सतर्कता बरती जाय तो
शर्मसार होने से बचा जा सकता है"........ मस्त आशु.... ♥♥

मोक्ष क्या है ...?
क्या जीते जी भी कभी किसी कोमोक्ष प्राप्त हुआ है ...??
साधारण शब्दोंमें अगर मोक्षकीव्याख्याकी जाये तो,
मोहके क्षयको मोक्ष कहते है !
जीव अपने जीवनमें जीते जी भीमोक्ष प्राप्त कर सकता है,
इसका एक उदाहरण श्रीजनकजी महाराज है .... मस्त आशु.... ♥♥

parmatma prem swaroop, shukh swaroop,
shanti swaroop, prakhash swaroop,
pavitr swaroop hai
parmatma ka jo bhi roop hame aakarsit
kare hamari vrutti ke anusar
hume parmatma ka swaroop achha lage
usika vichar karenge
ki me prem swaroop Aatma parmatmaki santan hu
ki me shukh swaroop Aatma parmatmaki santan hu
ki me shanti swaroop Aatma parmatmaki santan hu
ki me prakash swaroop Aatma parmatmaki santan hu
bas yahi vichar hame parmatma se
1 pal bhi alag nahi hone dega
jese ye vichar dradh hoga hum Aatma
parmatma ke swaroop bante jayenge......Asuu

our sabse mahatv purn hai
jab vichar dradh hote hote Aatma prem swaroop
shukh swaroop shanti swaroop
prakash swaroop ko prapt karta hei tab
prmatma ke sabse mahatv purn swaroop
pavitr swaroop ko bhi prapt kar leta hai
ohho ab me aatma na koi kamna na koi ichha
na koi vichar sirf ab me pavitr swaroop aatma hu
ab me sariri hote huve meri aatma
parmatma ki masti me mast hai
bas sayad yahi samadhi ki avstha he
yahi prapti he kyu ki me parmatma balak
unke pancho swaroop rupi varsa prapt kar
atyant mast avstha me sadaiv rehta hu..

No comments:

Feetured Post

ये है सनातन धर्म के संस्कार

  गर्व है हमें #सनातनी #अरुणा_जैन जी पर..अरुणा ने 25 लाख का इनाम ठुकरा दिया पर अंडा नही बनाया. ये सबक है उन लोगों के लिए जो अंडा और मांसाहा...